Monday, September 3, 2007

Fasalay

faslay chahe kitne bhi ho
par hain to woh fasle hi,
lamhe chahe koi bhi ho
par hain to woh lamhe hi,
jilo har lamha tum
faslay yu hin kat jayeenge,
zindagi main hum tum
yuhin mil ke bichad jayeenge..

No comments: